Friday, 9 August 2019

Best Poetry In Hindi-August 2019

Suna Hai Wo Bhi Mohabbat Karne Lagi Hai.



Suna Hai Wo Bhi Mohabbat Karne Lagi Hai.
Khawabo Me Wo Apne Kisko Roj Tatolne Lagi Hai.
Hua Kaise Ye Mamala Bata Do Jara Yaro,
Suna Hai Wo Bhi Ashaqui Ab Kisi Se Karne Lagi Hai.

Hua Karta Tha Nafarat Unhe Mohabbat Ke Nam Se,
Samjh Na Ati Thi Hasrat Unhe Dilo Ke Arman Se.
Fir Chahat Ka Surur Unpar Kaise Chadne Laga Hai,
Suna Hai Mehfil Ab Unke Ishq Se Sawarne Laga Hai.

Kehti Thi Ki Na Hoga Ye Pyar Hame Kisi Se,
Dil Lag Jaye Hmara Is Etbaar Me Kisi Se.
Fir Khud Ko Kaise Kisi Ke Wo Kehne Lagi Hai,
Suna Hai Khud Ke Hi Banho Me Khud Ko Sametne Lagi Hai.

Ab Baat Agar Aisi Hai To Ek Mulakat To Banta Hai,
Chada Kaisa Rang Hai Ek Didar To Jarur Banta Hai,
Aine Me Dekh Kar Sringar Har Roj Karne Lagi Hai.
Suna Hai Nasa Is Jam Ka Unpar Bhi Ab Chadne Lagi Hai.

Suna-Hai-Wo-Bhi-Mohabbat-Karne-Lagi-Hai.
Suna hai Mohabbat ab wo bhi karne lagi hai
Read More Shayari And Poetry Click Here

Dil Lagi Yaha Har Baar Badal Jati Hai.


Dil Lagi Yaha Har Baar Badal Jati Hai,
Hota Wahi Hai Jise Dil Inkar Kar Jati Hai.
Kyu Banaya Ye Marj Mere Khuda.
Jab Apne Hi Hmse Anjan Ban Jati Hai.

Bhul Jate Hai Log Khud Ko Q Is Kadar,
Jab Koi Is Dil Ki Jaan Ban Jati Hai.
Agar Hoti Hai Kuch Aise Hi Ashaqui Ka Nasa,
To Kaise Wo Dur Hokar Bhi Hmse Khus Reh Pati Hai.

Sikha De Hme Bhi Khud Ko Badlne Ka Jariya,
Mera Dil Unko Aj Bhi Nahi Bhul Pati Hai.
Tarpta Hai Dil Jab Yaad Karte Hai Unko.
Wo To Chain Se Har Raat Ko So Jati Hai.

Basi Hai AJ Bhi Kahi Mere Duao Me Meri,
Hmri To Fikar Ab Unke Bad-Dua Me Bhi Nahi Ati Hai.
Q Bana Diya Itna Majbur Hme Is Kadar.
Ki Itne Berukhi Ke Baad Bhi Wo Har Jagah Najar Ati Hai.

Q-wo-hame-aj-bhi-yaad-ati-hai
Q wo hame aj bhi yaad ati hai

Read More Shayari And Poetry Click Here


Yanki Ki Baat Karti Hai Wo Hmse.


Yanki Ki Baat Karti Hai Wo Hmse.
Kya Hm Itne Bhi Pass Nahi Hai Apke,
Mana AJ Bhi Anjan Hu Apse.
Kya Itne Bhi Khas Nahi Hai Apke.

Yaar Bato Ki Teri To Hm Apne Dil Se Sunte Hai,
Tujhe Kya Lagta Hai Tanha Rah Kar,
Kya Hm Bari Mehfus Se Rehta Hai.
Harama Bhi Dil Ke Alam To App Smjh Nahi Pate.
Hokar Dur Tumse To Hm Bhi Reh Nahi Pate.

Apne Hone Ka Hak Ada Karu Kaise Karu Apse,
Beruki Apki Andhekha Karu Karu Kaise Apse.
Junun To Kahi Tum Bhi Ban Gayi Ho Hmare.
Ab Keh Do Fir Hme Juda Rahu Kaise Apse.

yakin-ki-baat-karti-hai-wo-hamse
yakin-ki-baat-karti-hai-wo-hamse
Read More Shayari And Poetry Click Here

Wo Din Ab Bahut Yaad Ate Hai.


Wo Din Ab Bahut Yaad Ate Hai.
Kya Kahe Fir Bari Bechain Kar Jate Hai.
Bichad To Kab Ke Gaye Un Lamho Se,
Par Sach Me Wo Jamana Ab Bahut Satata Hai,

Wo Bhi Din Bade Gajab The.
Uska Intjar Karna,Dikhe To Chori Se Dekhana,
Dikh Jaye To Fir Najre Chura Lena,
Wo Pal Ab Hme Bahut Hasata Hai.
Sach Kahu To Wo Din Ab Bahut Rulata Hai.

Waqt Badla,To Log Badal Gaye,
Is Jindgi Ke Safar Me Har Dost Badal Gaye,
Par Wo Jamana AJ Bhi Bahut Muskurata Hai.
Bite Wo Pal Fir Se Yaad Jo Kar Lu,
Sach Kahu Jindgi Ko Jaise Khusnuma Banata Hai.

Mile Jo Khuda To Ek Darkhwas Karunga.
De De Wo Jamana,Jisme Fir Se Uske Sath Rahunga,
Uska Alag Hota Ab Dil Me Ek Kami Sa Lata Hai.
Sach Kahu To Wo Jamana Ab Bahut Yaad Ata Hai.

wo-jamana-ab-bahut-yaad-ata-hai
wo jamana ab bahut yaad ata hai
Read More Shayari And Poetry Click Here

Tera Milna Mujhase Jaise 


Tera Milna Mujhase Jaise ,
Mere Raste Ko Ek Manjil Mil Gayi Ho,
Bhatke The Kahi Bhawar Me Ham.
Tera Sath Mera Jaise Kasti Ban Gayi Ho.

Tujhe Dekhu ,Tujhe Suno.
Ya Tujhe Ji Bhar Ke Pyar Karu.
Rangin Lagne Lagi Duniya Fir Se.
Kya Pata Kaise Mujhapar Tum Cha Gayi Ho.

Tera Milna Mujhase Jaise,
Mere Khawabo Ko Saja Gayi Ho.
Pankh Si Lag Gayi Aramano Ko Mere.
Mohabbat Ke Asman Me Fir Ura Gayi Ho.

Na Sukun Ab Din Me Hai,
Na Chai Ab Raat Me ATI Hai,
Aj NASA Khud Ki Chada Di Ho,
Mehfil Hmari Jaise Saja Gayi Ho.

Tera Milna Mujhase Jaise,
Mere Alfazo Ko Saja Gayi Ho.
Ji Karta Hai Samet Lu Tujhe Apne Sayari Me.
Ajab Sa Surur Banke Hme Sama Gayi Ho...

tera-milna-mujhase-jaise
tera milna mujhase jaise
Read More Shayari And Poetry Click Here

No comments:

Post a Comment