Wednesday 14 August 2019

Rakhsha Bandhan Shayari In Hindi 2019

Rakhsha Bandhan Shayari In Hindi 2019 - Ye Bandhan Rakhi Ka Kabhi Kalayi Se Tute Na, Jab Tak Hai Jaan Mujhame Behen Tu Mujhase Ruthe Na.Rakhsha Bandhan Shayari In Hindi 2019


Bahut Khas Is Sal Ye Rakhi Ka Tywohar Aya Hai.



Bahut Khas Is Sal Ye Rakhi Ka Tywohar Aya Hai.
Ajdai Ke Sath Har Bhai Ko Behen Ka Pyar Aya Hai.
Gajab Ka Hoga Wo Najara Kal Hindustan Ka.
Har Rakhi Me Tirange Ka  Uphar Aya Hai.

Rakhna Hai Laz Behen Or Desh Ka Sabhi Ko,
Har Bhai Ne Khud Se Iska Kasam Khaya Hai.
Jo Dal De Najar Inpar Badsaluki Ki Agar,

Jala De Usse Aise Sine Me Dehaki Ye Agg Aya Hai.

Rakhsha Bandhan Shayari In Hindi 2019
Rakhsha Bandhan Shayari In Hindi 2019

Read For New Independence Shayari Click Here

Ye Dhage Us Waqt Bari Khas Hoti Hai


Ye Dhage Us Waqt Bari Khas Hoti Hai,
Ye Dhage Us Waqt Riste Ki Ganth Hoti Hai.
Jab Bandhati Hai Behen Apne Bhai Ko Ye Rakhi.
Wo Pal Ye Dhage Us Behen Ki Maan Hoti Hai.

Wo Maan Jab Us Bhai Ki Shan Hoti Hai,
Wo Shan Hi Unke Risto Ka Taj Hoti Hai.
Atut Hoti Hai Ye Rista Kuch Is Kadar,
Ki Tamam Umar Karne Ko Chahat
Bus Samman Hoti Hai.

Dua Hai Ye Bandhan Hamesha Salamat Rahe,
Q Ki Har Bhai Ki Uski Behen Jaan Hoti Hai.
Rakhana Khayal In Bato Ko Jara Mere Dost.
Har Behen Ko Apne Bhai Par Abhiman Hoti Hai.

Rakhsha Bandhan Shayari In Hindi 2019
Rakhsha Bandhan Shayari In Hindi 2019

Read For New Independence Shayari Click Here

No comments:

Post a Comment